Unki chahat mein dil majbur ho gaya
Unki chahat mein dil majbur ho gaya,
bewfai unka dastur ho gaya,
kasur unka nahi mera tha
mene chaha hi itna tha ki unko gurur ho gaya.