Ai hawa tu udhar jaati to hogi
Ai hawa tu udhar jaati to hogi,
unko hamari hal batati to hogi,
jara chhu kar dekh unke dil ko,
is waqt kya yad hamari unko bhi aati to hogi.