aaj phir usse apna banane ko jee chahta hai…
Rutha hai koi, aaj phir usse manane ko jee chahta hai…
Naaraj ho gaya tha koi, aaj phir usse hasane ko jee chahta hai…
Hamari taraf dekhna tak chod diya tha jisne,
aaj phir usse najrein milane ko jee chahta hai…
Begana ho gaya tha koi humse,
aaj phir usse apna banane ko jee chahta hai…