Mera To Sara Jaha Ek Saath Lut Gaya Hai…
Fir Aaj Zindagi Se Vishwas Uth Gaya Hai,
Kanta Sa Koi Seene Me Ghus Gaya Hai,
Meri Badnasibi Aaj Fir Mere Samne Aa Gayi,
Meri Zindagi Ka Har Roshan Diya Bujh Gaya Hai,
Ab To Meri Saanse Bhi Meri Ruh Ke Saath Nahi Hai,
Mera To Sara Jaha Ek Saath Lut Gaya Hai…