Wo bhul gaye ke unhe hasaya kisne tha
Wo bhul gaye ke unhe hasaya kisne tha,
jab wo ruthe the to manaya kisne tha,
wo-kehte hai wo bahut ache hai shayad
wo bhul gaye ke unhe ye btaya kisne tha.