Aye Khuda tune yeh mohabbat ye banayi kyun hain
Aye Khuda tune yeh mohabbat ye banayi kyun hain
agar banayi toh mohabbat mein judayi kyun hain
kyun diya pyaar mujhe iski jaroorat kya thi
meri barbadiyan mein shameel teri hikmat kya thi
meri raah mein to khusho ka safar raheta tha
dil mein aabaad gulaabo ka nagar raheta tha
zindegi khaar bani raah mein layi kyun hainn…….
Aye Khuda tune yeh mohabbat ye banayi kyun hain
agar banayi toh mohabbat mein judayi kyun hain