Wo mil jatey hain kahani bankar
Wo mil jatey hain kahani bankar,
Dil mein bas jatey hain nishani bankar,
Jinhe hum rakhte hain apni aakho mein,
Kioon nikal jatey hain wo pani bankar……..