Apni bebasi par aaj rona sa aaya
Apni bebasi par aaj rona sa aaya
Doosron ko nahi maine apno ko azmaaya
Har dost ki tanhaayi door ki
Lekin khud ko har morh par tanha hi paya..!