Uski Bewafai Maar Gayi
Kabhi Gham Toh Kabhi Tanhai Maar Gayi,
Kabhi Yaad Aakar Unki Judai Maar Gayi,
Bahut Toot Kar Chaha Jisko Humne,
Aakhir Mein Uski Bewafai Maar Gayi.