Aasan To Nahi Apni Hasti Se Guzar Jana
Aasan To Nahi Apni Hasti Se Guzar Jana
Utra Jo Samandar Mein Darya ..to Bohat Roya
Jo Shakhs Na Roya Tha Tapti Rahon Mein
Dewaar Ke Saye Mein Baitha To Bohat Roya.