Dil Se Tera Khayal Na Jaye To Kya Karu
Dil Se Tera Khayal Na Jaye To Kya Karu
Tu Hi Bata Teri Yaad Aaye To Kya Karu
Hasrat Hai Ki Ek Nazar Tujhe Dubara Dekh Lu
Kismat Woh Lamha Na Laye To Kya Karu