dosto mein yun kami nikaali nahi jaati
dosto mein yun kami nikaali nahi jaati
ho kami bhi to sar-e-aam kahi nahi jaati
dost to wo hai jo chhipa le har galti ko
dost ko jo badnaam kare, wo dosti kahi nahi jaati