Posted on Leave a comment

Pyar ka Intezaar

Pyar ka Intezaar

Koi aarzoo ho ya koi sapna ho mera tum,
Kyu tumhaari yaad mein har pal khoya rehtaa hoon,
Jab tumhaari yaad dil ke darvaaze par dastak deti hai,
Tumhaare saath hone ka ek mithaa sa ehasaas deti hai,

Kyu yeh haal hain mere dil ka jaanam,
Ise paagalpan kahu ya tumhaare pyaar ka dewaanapan,
Ab har pal tumhe paane ko betaab rehtaa hai mera mann,
Jaane kab tak rahegaa zindagi mein yeh tanhaai ka aalam!!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *