Ja Raha Hai Kankal Jaisa
Kya Batau Mera Haal Hai Kaisa,
Ek Din Guzarta Hai Ek Saal Jaisa,
Tadapta Hu Iss Kadar Bewafayi Mein Uski,
Yeh Tan Baanta Ja Raha Hai Kankal Jaisa.