Kuch accha to kuch bura laga
Kuch accha to kuch bura laga
kuch sacha magar kuch jootha laga
maine pucha usse ki tum unhe jante ho
par wo jooth keh kar bhi sach bol gaya
or apni kamoshi se sab bol gaya
kya kahu apne us dost se main
ke use bolna nhi aata
yaa mujshe apni baat ko bolna nhi aata