Posted on Leave a comment

Thoda Sa Bhi Pyaar Ho To

kash ke dil yu udas na hota
tumse mil kar yaado mein giraftar na hota
dil mein itna humare pyaar na hota
tumhare liye mann bekrar na hota
tumhae jane ke koyi gam nahi hai
pyaar diya tumne jitna woh kam nahi hai
na jane ankhein kyun nam hain mari
rokna chahoo bhi kud ki rok nahi pati
chehra tumara ankhon mein rehta hai har dam
naam labo par or kehti hai dhadkan
tumara humara kaisa hai bandhan
ajnabi ho tum phir kyun lagte ho mere humdam
na mil kar bhi tumse mil chuki hoo
saath ho kar bhi sabke main tanha hoon rehti
padh kar khat mera rooth na jana
agar thoda sa bhi pyaar ho to laut tum aana

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *