Ek zakhm bhrta hai to dusra taiyar milta hai
Jee bhar ke rote hain to karaar milta hain,
Es jaha mein kahan sab ko pyar milta hai,
Zindagi guzar jati hai imtihano k daur se,
Ek zakhm bhrta hai to dusra taiyar milta hai.