Posted on Leave a comment

Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya

Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya

Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *