Ye mere dil ka Jaana ik aakhiri faislaa hai
Ye mere dil ka Jaana ik aakhiri faislaa hai,
Ab saath hoga na Tera ye dard ki intehaa hai,
Haan pyar Tera to jhuta saccha magar ye khuda hai,
Tanhaiyon me hun roya tb jaake mujhko mila hai…..