Posted on Leave a comment

Aashna bhi kehta hai

Aashna bhi kehta hai

Agar chaye bazm mein dard aashna bhi kehta hai
Koi na ho to mujhe wo bura bhi kehta hai
Mere khuda use jhutlau kis bahane se
Wo ajnabi to mujhe dard aasna bhi kehta hai.

Main iske doglepan se bahut aajeez hu
Wo mujhse pyaar ko apni khata bhi kehta hai
Hua hai apna taraf ek aise mausam mein
Jo aandhiyo ko kharaam-e-saba bhi kehta hai.

Nawadraat ki keemat par jinko bech sake
Zamana aise baaton ko khuda bhi kehta hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *