aur dard dekar chala gaya
Hamdard ban kr aya tha aur dard dekar chala gaya,
Mere Dil ko Zakham nya vo khudgarz dekar chala gaya,
Arman jaga kr sab mere fir tanha chod gaya mujhko,
Apni yaden dekar milne ka khwab dikha kar chala gaya..