Posted on Leave a comment

Bewafa Ka Khitab

Bewafa Ka Khitab

jab-jab unhe pane ki koshish ki tab-tab khud ko khoya hai,
duniya ki bheed main hamesha khud ko akela he paya hai,

dard ke tufan ko dil main daba rakha hai,
badi muskil se hoton pe muskan ko saja rakha hai,
hamne toa wafa ka daman tham rakha hai,
fir bhi unhone hame bewafa ka khitab de rakha hai,

unhone tho hame bhul kar apna atit bana rakha hai,
par na jane kyu hamne tho ab bhi unehe dil me basa rakha hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *