Posted on Leave a comment

Tujehe yaad karta hoon

Tujehe yaad karta hoon

Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta,
Saans rahte,teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta,
Aakhiri pal tak oo bewafaa , tujehe yaad karta hoon,
Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.

Posted on Leave a comment

Par Hasil Huya Ye Ki

Par Hasil Huya Ye Ki

Mere Pyar Ko Bahkawa Samajh Liya Unhone,
Mere Ahsas Ko Pachhtawa Samajh Liya Unhone,
Main Roti Rahi Unki Yaad Mein Par Hasil Huya Ye Ki,
Mujhe He Bewafa Samajh Liya Unhone !!!