Waqt bewaqt yaad kiya karte hain Hum to sirf aapki baat kiya karte hain, har dhadkan pe aapka naam liya karte hain, aap ho hume apni jaan se bhi pyare, tabhi to waqt bewaqt yaad kiya karte hain
Din tere khayal me guzar jata hai, Raat ko bhi tera hi khayal aata hai, Kabhi ye khayal iss kadar badh jata hai, Aaine mein bhi tera hi chehera nazar aata hai!