Posted on Leave a comment

Dard Bhari Shayari

Dard Bhari Shayari

Lonely are the nights
Lonely are the days
Lonely am I, in so many ways

Lonely are the seasons
Lonely are the years
So lonely am I, that it brings tears.

Lonely is this place
Lonely is my life
Lonely am I, that I reach for a knife

Lonely is this court room
Lonely is my sentence
So lonely am I that I ask for repentance

Posted on Leave a comment

Dard Bhari Shayari

Dard Bhari Shayari

Mujhse Kaha Bhagwaan Ne-
Mat Kar Intzaar Is Janam Me Uska Milna Mushkil Hai,
Maine Bhi Keh Diya Lene De Maza Intzaar Ka Agle Janam Me To Mumkin Hai.
Phir Usne Kaha Mat Kar Itna Pyar Bahut Pachhtaega,
Muskura Ke Maine Kaha Dekhte Hai Tu Kitna Meri Ruh Ko Tadpayega.
Phir Usne Kaha Bhul ja Use, Chal Tujhe Jannat Ki Sair Karata Hu,
Maine Kaha Aa Niche Dekh Mere Yar Ka Muskurata Chehra, Tujhe Jannat Zameen Par Dikhata Hu.
Tilmilakar Kaha Usne-
Mat Bhul Apni Aukat, Tu Hai To Ek Insaan…!?
Maine Kaha ‘To Mila De Mujhe Mere Pyar Se Aur Saabit Kar Ki Tu B H Bhagwan..
Posted on Leave a comment

Dard Bhari Shayari

Dard Bhari Shayari

Dard k tufa dil me uth te hai
lamhe sadiyo ki tarah kat te hai,

hum mita na ske jo kabhi…..
aapke wo naks kaha mit te hai

hamesha tanhaiyon k mousam humne
aapka intezar kiya ,
bas aapki khatir dard me simti
gahraiyon se pyar kiya,

humne ummid ki bhi to kya ki
thodi si wafa thodisi shiddat,

hamesh tanhaiyon k mousam me
humne aapka intezar kiya,

sirf or sirf aapki khatir…
dard me simti gahraiyon se pyar kiya

Posted on Leave a comment

Dard Bhari Shayari

Dard Bhari Shayari

Hum sochte the bahut door nikal aye hai hum,
ab unke aksh se kbhi na samna hoga,
kabhi na dohrayengi wo yaadein khud ko aur na hi sath bitaye lamhon ka paymana hoga…
hum kya jante the ki jin aanko ko hum band kare baithe the..
unme hi unke aksh ka gharana hoga,
jin saanso ko hum rok ke baithe hain
unme hi unki yaadon ka afsana hoga,
jin lamhon ko humne kaid kar diya tha unki yaad ane ke dar se,
un lamhon ke choot te hi unke sath bitaye hue lamhon se fir har lamhe ka bhar jana hoga..
.unko bhul jane ki jis galat fehmi m hum ji rahe the…
kya jante the itna dard bhara us fehmi ka tut jana hoga…

Posted on Leave a comment

Yaad Tumhari

Yaad Tumhari

Yaad tumhari bahut aati hai,
Mere dil ki bechaini ko badhati hai.
Ek pal bhi bhool na paun tujhe mein,
Ab to hawayen bhe teri kahani sunati hai.
Har pal mere sath rahti ho,
Mere har khwab tum sajati ho.
Akele me izhaar karti ho mohbbat ka,
Par duniya se na jane kyon chhupati ho.
Jahan dekhun vahan tera hi aksh milta hai,
Har par saaya tera sath mere chalta hai.
Ek pal bhi bhool na paun tujhe mein,
Ab to hawayen bhe teri kahani sunati hai.
Posted on Leave a comment

Dard Bhari Shayari

Dard Bhari Shayari

Aaj dulhan ke lal jode me use uski sakhiyo ne sajaya hoga

Meri jaan k gore haatho ko mehndi se sajaya hoga

Bahut gehra chadha hoga mehndi ka rang

Us mehndi me usne mera naam chupaya hoga

Reh reh k ro padi hogi  jab usko mera khayal aaya hoga

Khud ko dekha hoga jab aaine me to akks mera b nazar aaya hoga

Bahut pyari lag rahi hogi vo aaj dekh kar usko chand b sharmaya hoga

Aaj meri jaan ne apne maa baap ki izzat ko bachaya hoga

Usne beti hone ka har farz nibhaya hoga

Majbur hogi wo sabse zada sochta hun kis tarah usne khud ko samjaya hoga

Apne haathon se hamare khato ko jalaya hoga

Khud ko mazbut bana kar meri yaado ko mitaya hoga

Bhukhi hogi woh janta hu mai mere bina usne kuch na khaya hoga

Kaise sambhala hoga kud ko jab usne nikah nama par dastaqt kiya hoga

Posted on Leave a comment

Dard Bhari Shayari

Dard Bhari Shayari

Wo likhte hain hamara naam mitti mein,
Aur mita dete hain,
Unke liye to ye khel hoga magar,
Hamein to wo mitti mein mila dete hain…

Tere aankhon k isharon ki bhot yaad aayi..
Aaj patjhad main baharon ki bohot yaad aayi..
Jub bhi ladkhadaya hu main nikal k maykhane se..
Tere bahon k saharo ki bohot yaad aayi..
Jub bhi ponche hai maine aansun apne hathon se…
Tere daman k kinaro ki bohot yaad aayi….

ea mera dil tod ke jane wale, jara itna bata ja mai jiyuna kaise.
Teri yaade jo tute dil me basi hai, unhe mitaunga kaise.
Ab to is kadar hai surur in nigaho me.
Ke tere siva kuch or ko dekh paunga kaise.

Tmam jindgy hm jindgy se dur rhe.

teri ek khushi k liye hr khushi se dur rhe

par utrna h tumhi se aa milo

me rah dekhuga tumhari aakhri hilor tak.

Dil se tera khayal na jay to mai kaya karu.
tuhi bata ek tu hi yad aaye to mai kaya karu .
Hasrate ye hai tujhe ek najar dekhlu .
Kismat agar o din na lay to mai kaya karu.

Posted on Leave a comment

Dard Bhari Shayari

Dard Bhari Shayari

Phir 1 cigarate jala rha hun
Phir 1 teeli bujha rha hun
Uski nzr me ye 1 gunah hai
Mai to uske vaade bhula rha hun
Samajhna mat isko meri aadat
Mai to bus dhuan uda rha hun
Ye uski yaado ke silsile hai, Mein uski
yaadein jla rha hun
Main pee kr itna behak chuka hun
k gum ke kisse suna rha hun
Mai pee rha hun aur pila rha hun
H meri aankein toh aaj num
Mgr mein sab ko hasaa rha hun
Kho kr apni zindagi mai, Apne be
intihaa pyaar ko bhula rha hun
1 cigrate ke shama ke bahane se, Main
apne aap ko jala rha hun, Aaj phir 1
cigrate jala raha hun..

Posted on Leave a comment

Dard Bhari Shayari

Dard Bhari Shayari

Kyun Rakhun Main Apne Qalam Mein Sayahi,
Jab Koi Armaan Dil Main Machalta Hi Nahi,

Na Jane Kyun Sabhi Shak Karte Hai Mujh Par,
Jab Sookha Gulab Meri Kitaabon Main Milta Hi Nahi,

Kashish To Bohat Thi Mere Pyaar Main,
Magar Kya Karoon Koi Pathar Dil Pighalta Hi Nahi,

Agar Khuda Mile To Us Se Apna Pyaar Mangoon Gi,
Par Suna Hai Wo Marne Se Pehle Kisi Se Milta Nahi.