apko miss karna roz ki bat ho gai,
yaad karna aadat ki bat ho gai,
apse dur rahena kismat ki bat ho gai,
magar aapko bhulna
apne bas k bahar ki baat ho gai!
Category: MIss U Sayari
Door nighaon se bar bar jaya na karo Shayari
Door nighaon se bar bar jaya na karo
Dil ko iss kadar tadpaya na karo
Tum bin ek pal bhi jee na sakenge hum
Yeh ehsas bar bar dilaya na karo..!
Wo rootha rootha sa lagta hai Shayari
Wo rootha rootha sa lagta hai,
Koi tarkeeb batao pass aane ki,
Main zindgi girvi rakh sakta hoon,
Tum keemat batao usey manane ki.
Zindagi ki raho me ishq na mile
Zindagi ki raho me ishq na mile,
Is bedard zamane se kuch na mile,
Hum gum Kyon kare ki wo hame na mile,
ARE…!!
Gam to wo kare jinhe hum na mile.
zamane ka ye dastur kaisa Shayari
zamane ka ye dastur kaisa,
pyar ko pana ye kasur kaisa,
agar mohabbat gunah hai zamane mein,
to fir insano ko mohabat sikhane wala wo khuda beksur kaisa!
ab kheriyat tak maloom nahi karte..
Be-khabar ho gaye hai kuch log humse,
jo hamari zarurat ko mehsoos nahi karte..
kabhi bhot baaten kiya krte the hum se,
ab kheriyat tak maloom nahi karte..
Akasr jab hum unko yaad karte hai….
Akasr jab hum unko yaad karte hai….
Apne rab se yahi faryaad karte hai…
Umar hamari bhi lag jaye unko..
Kyoki hum unko khud se zyada pyar kaarte hai…
Leher Aati Hai Aur Kinare Se Palat Jati Hai
Leher Aati Hai Aur Kinare Se Palat Jati Hai,
Yaad Aati Hai Aur Dil Mein Simat Jati HAi,
Leher aur Yaad Mein Fark Itna Hai Ki,
Lehar Bewaqt Aati Hai,
aur Yaad Har Waqt Aati Hai,,,,,,,,,,
Aaj hasi dekar kal rula na dena
Aaj hasi dekar kal rula na dena,
Itna miss karke kal bhula na dena
Apne in Rishton ko yaad Rakhna,
kahi inhe bhi Message ki tarah mita Na Dena
thak k jab sitaro se panah lee
gum ne hasne na diya zamane ne rone na diya,
is uljhna ne jeene na diya,
thak k jab sitaro se panah lee,
neend aayi to aapki yaado ne sone na diya…