Chand ki raton me sara jahan sota hai
Chand ki raton me sara jahan sota hai,
Lekin kisi ki yadoon me koi badnaseeb rota hai,
Khuda kisi ko mohabbat pe fida na kare,
Agar kare to kisi ko juda na kare.