Dard Bhari Shayari
Phir 1 cigarate jala rha hun
Phir 1 teeli bujha rha hun
Uski nzr me ye 1 gunah hai
Mai to uske vaade bhula rha hun
Samajhna mat isko meri aadat
Mai to bus dhuan uda rha hun
Ye uski yaado ke silsile hai, Mein uski
yaadein jla rha hun
Main pee kr itna behak chuka hun
k gum ke kisse suna rha hun
Mai pee rha hun aur pila rha hun
H meri aankein toh aaj num
Mgr mein sab ko hasaa rha hun
Kho kr apni zindagi mai, Apne be
intihaa pyaar ko bhula rha hun
1 cigrate ke shama ke bahane se, Main
apne aap ko jala rha hun, Aaj phir 1
cigrate jala raha hun..