Funny Shayari
Rishta banaya hai to nibhayenge,
Har pal aapko hasayenge-satayenge,
Pata hai aapko to fursat nahi yaad karne ki,
um hi msg kr-kr ke apni yaad dilayenge.
Khwaish aisi karo ki aasman tak ja sako,
Dua aisi karo ki khuda ko pa sako,
U to jeene k liye pal bahut kam hai,
Jiyo aise k har pal mein zindgi pa sako..!
Jahan ki gurbat me sukun nahi ayega,
Gam-e-tohin se kubul nahi ayega.
Maklul ki fitrat he ye kafir,
Dimag fat jayega par ye sher samajh nahi ayega.
Dil kahi hosh kahi rehta hai aajkal
Har waqt khafa khafa rehta hai aajkal
Tum chhu lo to ye yakin aa jayega
Ke mujhme bhi koi rehta hai aajkal
Aaj hamko ehsaas ho liya
khushi ne daman Chhupa liya
dekho to jinko dost samjha
usne dosti ka kya sila Diya