Hum jindgi ki Aash kare bhi to kya kare
Hum jindgi ki Aash kare bhi to kya kare,
jab tum nahi ho pass kare bhi to kya kare.
Aansu piya Saraab pi Jahar bhi to pee liya,
Bujhti nahi hai Pyas kare bhi to kya kare..!