Posted on Leave a comment

ki chahakar bhi mein apni jagha na bana paya…

ki chahakar bhi mein apni jagha na bana paya…

Kal raat meri aankh se ek aansu nikal aaya,
mene uss se pucha bahar kyun aaya,
to usne mujhe bataya ki,
tumhari aankhon mein koi etna hai samaya,
ki chahakar bhi mein apni jagha na bana paya…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *