Kisi ko apna banana ki Justuju nahi
Ye Baarish ka mausam aur meri tanhai
Tanhai jo hai ab mere jeevan ki sachchai
Jeevan main kisi ka saath na mujhko raas aaya
Pyaar jinko kiya unko na kabhi paya
Chaha tha unhe apne jeevan se jyaada
Unko apna banana ka tha mera irada
Irada wade sab kuch toot
Pyaar, ishq, mera yaar mujhse rooth
Apne log hi dil tod ke chale jaata hain
Reh jaata hai to kuch toota hua khwab, kuch sapne
Sapne jo kabhi ho na sake apne
Jeevan mein ab kisi saathi ya sahare ki aarzoo nahi
Kisi ko apna banana ki Justuju nahi
Kisi ko apna banana ki Justuju nahi