Na wo aa sake, na hum kabhi ja sake
Na wo aa sake, na hum kabhi ja sake,
Na dard dil ka kisi ko suna sake,
Bus khamosh baithe hain unki yaado me,
Na usne yaad kiya na hum use bhula sake.