Par Ab To Usme Bhi Dum Ghutne Laga
Hasrato Ka Jaise Phir Dhua Udne Laga,
Ab To Ghayal Dil Bhi Jalne Laga,
Kya Khub Sajaya Janaza Logo Ne Mera,
Par Ab To Usme Bhi Dum Ghutne Laga.