Safar zindagi ka andheron se kya gujra
Safar zindagi ka andheron se kya gujra,
na jane kahan mera sawera kho gaya,
Kafila sath lekar chala tha khushiyon ka,
Gum ka daur aya to main tanha reh gaya