Ye lamha jo guzar raha hai
Yeh lamha jo guzar raha hai
Aur yeh waqt jo beet raha hai
Yehi azal hai
Yehi abad hai
Yehi abhi hai
Yehi sada hai
Umar guzeshta ek dhoka hai
Gehra dhoka aate jaate mausam saare
Ek mausam ka aaina hain
Zahir se baatein ki janib
Manzar se pass manzar ko
Jo raasta hai
Usse aage aur peeche ki
Sab aawazeen bemaani hain.
Yeh lamha jo guzar raha hai
Aur yeh waqt jo beet raha hai
Yehi azal hai
Yehi abad hai
Yehi abhi hai
Yehi sada hai
Umar guzeshta ek dhoka hai
Gehra dhoka aate jaate mausam saare
Ek mausam ka aaina hain
Zahir se baatein ki janib
Manzar se pass manzar ko
Jo raasta hai
Usse aage aur peeche ki
Sab aawazeen bemaani hain.